Bewafai
Shayari
PAGE=22
Mat Kar Itni Mohabbat Mere Dost
By : Gagan
(Views : 625)
mat kar itni mohabbat mere dost,
wo tujhe yaad itna kahan karti
hai,
maine dekha hai tere aage to nahin
par tere peeche wo kisi aur se
pyaar karti hai.
Kahi Pyar Mein Barbaad Na Ho Jaye
By :
Gagan (Views : 588)
Kahi Pyar mein barbaad na ho jaye
isliye mein Chup hu
Kahi pyar mein
Dhoka na khaye
isliye mein chup hu
Tum sochti hoo mein tumhe badnam kar
dunga
Bewafao mein tera nam na aaye isliye mein chup hu
Tumhari Bewafai
By : Gagan (Views :
541)
har zakhm ko tere mein sah loonga
nikli gar aah to pi loonga
lekin
tumhari bewafai lekar
agla janam nahi loonga
Bewafayi Sai Sahth Nafrath Thi
By : Gagan
(Views : 498)
Bewafayi sai sakht nafrath thi
Ab ja kahin khud bewafayi ka samana
kiya
Kui dil lagaya muj sai
Jab kai, tum nai mujsai sachai dil sai pyaar
na kiya
Bewafa
By : Gagan (Views : 521)
Teri bewafaiee ka huwa yeh asar
khud ka nahin pata auron ki kya khabar
Pehle tu muskurati thi to phool baraste the
Labon ku ham chumne ko taraste
the
Labon ke bajay humne Bottal ku chum liya
tujhe to gawanli sath izzat bhi
gawanlee
Khushi chahata tha mai tu mujhe gham de gayee
Dil diya tha maine tu usse
bhi tod gayee
Aaj to kush hai is baat ka mujhe gham nahin
Par maloom to huwa ke is
duniya mein bewafa bhi kam nahin
Woh Bewafa Nikla
By : Gagan (Views :
602)
aye khuda mere aasooyon se vhi tera kaleja nahin pighla
meri ek bhi dua
nahin suni, tu bhi uski tarah pathar nikla
pyar karna hi kya jurm tha mera tu
bata
jise maine amrit samjha
woh jaan-lewa jahar nikla
kitne haseen
khwab lekar pyar ki raah par kadam rakha tha
jise dilwalon ki duniya samjhe
the
woh looteron ka shaher nikla
meri zindagi mujhe yeh kis raah par le
aayee,
jo phoolon ki sez samjhe the
woh katon ka safar nikla
mujhe usko
samajhne mein yeh kaisa dhokha hua
usko pyar ka masiha samjha
woh bewafa
magar nikla
Badal Gayee
By : Gagan (Views : 575)
Aaj teray naam pey meri sada badal gayee
Paya jo tujhko samney to Fiza
badal gayee
Na rahee jo pehlay si mohabbat mein sachaey
Aey dost teray sheher ki hawa
badal gayee
Tujh sa hi niklay woh jisay tu chahay
Abb teray liyay meree dua badal
gayee
Salam tak nahin leetay log Iss kay shehar mein
Sab rooth gaey houn Jaisay
woh kiya badal gayee
Dekha hey aaj dewanoun ki tarah
Iss jan ki to eik eik adaa badal gayee
Bewafai
By : Gagan (Views : 509)
Ae chand tumhe kya maloom ki chandni kya hai
Ae jaam tumhe kya maloom ki
nasha kya hai
Ae ishq tumhe kya maloom ki aashiqui kya hai
Bewafa..Tumhe
kya maloom ki bewafai kya hai
Toofan Kar Raha Tha Mere Azm Ka Tawaaf
By :
Gagan (Views : 545)
Toofan kar raha tha mere azm ka tawaaf
Duniya samajh rahi thi meri kashti
bhanwar mein hai!
Lagi se to tuti acchi in beqadrau ki yari!
Bhala hua sang jaldi chuta meri
umar na beti sari!
Kyoun banate ho tum ret ke ye mahal
Jinhe ek roz khud mitaouge tum
Aaj
kahte ho javed se piyar hai tumhe
kal mera naam tak bhool jaoge tum
Wafa K Qabil
By : Gagan (Views : 679)
meri wafa ke qabil nahiN ho tum
pyar mile aise insaaN nahiN ho tum
dil
kyon tum par aitabaar kare
pyar main dhoka de aise bewafa ho tum
Cigarette Achhi Hai
By : Gagan (Views :
593)
Bewafa sanam se to cigarette achhi hai
Bewafa sanam se to cigarette achhi
hai
Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai
O Bewafa
By : Gagan (Views : 554)
Pichle baras tha khouf tujhe kho na doun kaheen
Ab ke baras yeh dua hai
tera saamna na ho
TOOTA DIL
By : Gagan (Views : 754)
Itni bedardi se dil ko mere voh tod degi
yeh maloom na tha mujhe akela voh
chhor degi
aey mere masoom dil tu tanhai se pyar kar le
bewafa bhi ab wafa
ka saath chhor degi
Likhna Tha Khoon
By : Gagan (Views :
571)
Likhna tha khoon say magar likh raha hoon sihaai say
marna tha duaoo say
likin mar raha hoon bewafi say
Tumhara Jutha Pyar
By : Gagan (Views :
711)
Tumhara jutha pyar ko hamari zindagi samja
Tumhe apna dil deke tumhara
dard liya
Tumhare khel ko me samaj na saka
Tumko bewafa kehne ka kabil na
raha
Har Aasuno Mein
By : Gagan (Views :
720)
har aasunoN mein jo baha vo dard tumhara hai
humne kiya pyar jo tumse to
qasoor humara hai
dil-a-naadan ghalti kar baatha
ek bewafa sa dil laga
baatha
Wafa
By : Gagan (Views : 803)
wafa ka naam na lo yaaro, wafa dil ko dukhati hai
wafa ka naam lete hi ek
bewafa ki yaad aati hai
Jane Kyun ?
By : Gagan(Views : 1146)
Taraste they jo milne ko humse kabhi,
aaj woh kyun mere saaye se katrate
hain,
Hum bhi wahi hain dil bhi wahi hai,
na jane kyun log badal jate
hain.
Befawa
By : Gagan (Views : 1076)
AA TU HE DAUD K LIPAT JA SEENE SAY HUMARE
PHIR ISHARA ISS TARAF SAY HOGA,
YEH UMEED NA RAKH
K, IK BAAR MOHABAT KI BEEKH MAANGI THI TUJH SAY
BAR BAR
SAR MERA JHUKEGA, YEH UMEED NA RAKH
NA ACHA KIYA TUNE ISS DIL KO THUKRA
KER
TUJHKO NA KOI THUKRAYEGA, YEH UMEED NA RAKH
BOHAT HE TADPAYA GAM NE
TERE HUMKO MAGAR
HUM YUN GHUT GHUT KER MAR JAYENGE YEH UMEED NA RAKH